Yaad Karo Lyrics - Sagar Kalra
Uploaded on Apr 14, 2026
Yaad Karo is a Hindi sad song sung, written, and released by Sagar Kalra under his own name. The track is composed by Aryam and features original Hindi lyrics about heartbreak, being forgotten by a loved one, and the pain of moving on.
Scroll To Lyrics
Hindi
Song Information
| Song | Yaad Karo |
| Singer | Sagar Kalra |
| Music | Aryam |
| Lyricists | Sagar Kalra |
| Release Date | Apr 8, 2026 |
| Language | Hindi |
Yaad Karo Lyrics
Lyricist:
Sagar Kalra
{Verse 1}
Mujhko Tum Yuh Bhul Ke
Kyun Aur Kisi Ke Ho Gaye
Pyar Nahi Karte Mujhe
Tum Jaate Jaate Keh Gaye
{Verse 2}
Mujhko Tum Yuh Bhul Ke
Kyun Aur Kisi Ke Ho Gaye
Pyar Nahi Karte Mujhe
Tum Jaate Jaate Keh Gaye
{Verse 3}
Yaad Karo Pehle Toh Tum
Reh Bhi Na Pate The Mere Bina
Yaad Karo Hamare Siva
Koi Nahi Teesra Tha Yaha
{Verse 4}
Phir Mujhko Kyu Bhul Kar
Tum Aur Kisi Ke Ho Gaye
Ab Na Baqi Kuch Raha
Tum Jaate Jaate Keh Gaye
{Chorus}
Tujhe Kyu Na Meri Yaad Satave
Meri Toh Yaha Pe Jaan Gayi
Tujhe Toh Nayi Pehchan Mili Par
Meri Toh Yeh Bhi Pehchan Gayi
{Chorus}
Tujhe Kyu Na Meri Yaad Satave
Meri Toh Yaha Pe Jaan Gayi
Tujhe Toh Nayi Pehchan Mili Par
Meri Toh Yeh Bhi Pehchan Gayi
{Verse 5}
Mujhko Toh Tum Kehte The Yeh
Mere Rahoge Hamesha
Phir Kyun Mujhe Chhod Gaye?
Ab Na Kisi Pe Bharosa
{Verse 6}
Mujhko Toh Tum Kehte The Yeh
Mere Rahoge Hamesha
Phir Kyun Mujhe Chhod Gaye?
Ab Na Kisi Pe Bharosa
{Verse 7}
Tere Dil Me Na Ab Meri Koi Jagah
Mere Dil Me Abhi Bhi Hai Rehta Tu Hi
Soch Kitna Chaha Hoga Maine Tujhe
Aaj Bhi Rab Se Mangu Mein Teri Khushi
{Verse 8}
Yaad Karo Pehle Toh Tum
Reh Bhi Na Pate The Mere Bina
Yaad Karo Hamare Siwa
Pehle Koi Teesra Tha Kaha
{Verse 9}
Phir Mujhko Kyu Bhul Kar
Tum Aur Kisi Ke Ho Gaye
Pyar Nahi Karte Mujhe
Tum Jaate Jaate Keh Gaye
{Chorus}
Tujhe Kyu Na Meri Yaad Satave
Meri Toh Yaha Pe Jaan Gayi
Tujhe Toh Nayi Pehchan Mili Par
Teri Toh Yeh Bhi Pehchan Gayi
{Chorus}
Tujhe Kyu Na Meri Yaad Satave
Meri Toh Yaha Pe Jaan Gayi
Tujhe Toh Nayi Pehchan Mili Par
Meri Toh Yeh Bhi Pehchan Gayi
🎵 END OF LYRICS 🎵
Found an Error?
Let us know if you spot any mistakes in the lyrics.
Watch The Official YouTube Video
Frequently Asked Questions
Who performs "Yaad Karo"?
It is performed by Sagar Kalra.
Who wrote the song?
The song was written by Sagar Kalra.
What language is the song in?
The song is in Hindi.
When was the song released?
The song was released on Apr 8, 2026
You Might Also Like
Hindi
Bawari Lyrics - Zeeshan Khan
Hindi
Raavu Thaandi Lyrics - Sithara Krishnakumar
Telugu
Sigma Style Lyrics - S. Thaman
Kannada
Veni Vidi Vici Lyrics - Guru Kiran
Bollywood
Zara Zara Ishq Lyrics - Sonam Chakraborty
Punjabi
Rataan Kaliyaan Lyrics - Gippy Grewal, Simran Choudhary
Kannada
Thaka Thaka Kuni Sakha Lyrics - Adhvik, Angel Mary Joseph, Shameer Mudipu
Kannada
No No Lyrics - Manoj P Nadalumane
Internet connection lost
Internet restored
What do you like?