Search Lyrics

Yeh Prem Mol Liya Title Track Lyrics - Shreya Ghoshal

Yeh Prem Mol Liya Title Track Lyrics - Shreya Ghoshal

Uploaded on Oct 07, 2026
Yeh Prem Mol Liya (Title Track) is a Hindi romantic song from the film of the same name, sung by Shreya Ghoshal and Nihal Tauro, with music by Himesh Reshammiya and lyrics by Rakesh Kumar (Kumaar).
Scroll To Lyrics

Song Information

SongYeh Prem Mol Liya (Title Track)
FilmYeh Prem Mol Liya
SingersShreya Ghoshal, Nihal Tauro
MusicHimesh Reshammiya
LyricsRakesh Kumar (Kumaar)
LabelHimesh Reshammiya Melodies

यह प्रेम मोल लिया Yeh Prem Mol Liya (Title Track) Lyrics

Yeh prem yeh prem yeh prem mol liya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
 
Churaya nahin ishq chhupaya nahin
Khul ke zamane se bol diya
Dua poori hui rab ki manzoori hui
Peepal pe baandha dhaaga khol diya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
 
Maine girdhar girdhar mol liya
Maine mann basiye ko tatol liya
Mohe laaj sharam na rahi jag ki
Tohe dildar dildar bol diya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
 
Tauba humein maar daalein ye husn walon ke jalwe
Tauba humein maar daalein ye husn walon ke jalwe
Hungama machayein ye husn walon ke jalwe
 
Churaya nahin ishq chhupaya nahin
Khul ke zamane se bol diya
Dua poori hui rab ki manzoori hui
Peepal pe baandha dhaaga khol diya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
 
Chaaron taraf aaj raunak hai
Shubh ghadiyan jo ye aayi hain
Lakh waari karein hum uska shukr
Ki hum pe mehr barsaayi hai
 
Mehndi rachi tere naam ki
Hatheli pe taare chamakne lage
Sehra bandha mere naam ka
Subah talak dhol bajne lage
 
Aaj shamiyana bhi aisa saja
Na kahin khwaabon mein bhi aisi jagah
 
Sone mein nahin heere moti mein nahin
Dil ke taraazuon mein tol diya
Aaja yahan ab to hai jaana kahan
Dil ka darwaza maine khol diya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
 
Maine girdhar girdhar mol liya
Maine man basiye ko tatol liya
Mohe laaj sharam na rahi jag ki
Tohe dildar dildar bol diya
 
Piyaji maine prem mol liya
Piyaji maine prem mol liya
🎵 END OF LYRICS 🎵

Found an Error?

Let us know if you spot any mistakes in the lyrics.

Watch The Official YouTube Video

Invalid YouTube URL

Frequently Asked Questions

Which film is Yeh Prem Mol Liya (Title Track) from?
Yeh Prem Mol Liya.
Who sang the title track?
Shreya Ghoshal and Nihal Tauro.
Who composed the music and wrote the lyrics?
Himesh Reshammiya composed it; Rakesh Kumar (Kumaar) wrote the lyrics.

You Might Also Like

Internet connection lost
Internet restored
Font
Record
Scroll Speed 5
Slow Fast
Scroll
00:00
HD Quality Stereo